Diwali ek khusiyon ka taivhaar hai

Diwali ek khusiyon ka taivhaar hai,
Andhere se ujaale ki aur barkaraar hai,
Har koi andhere ko ujaala karne ke liye taiyaar hai,
Lekin jo saavdhani rakhe, wahi samajhdaar hai.
Koi waqt ka toh koi khusiyon kaa talabgaar hai.
Nazre bhicha kar baitha hai, bas aane ka intezaar hai
Aa jaaye toh paalo isse,
Phir naa kehnaa agle saal kaa intezaar hai.

Top Related SMS:

  1. 2009 Beet gaya aapke sms k intezar mai
  2. New Year SMS
  3. Naye saal aaye banke ujale
  4. Shahid Afridi in interview Aap ki umer
  5. Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi

Leave a Reply