Archive for the Broken dosti sms Category

She broke his heart and yelled out to him.

Posted on April 25, 2011 | No Comments

She broke his heart and yelled out to him "YOU HAVE NO LIFE, GO AWAY!" He stood there in agony, and whispered.. "but u r my life.." :(

Read More ..

Sadma to ha mujhe bhi ki tujhse juda hun main

Posted on April 23, 2011 | No Comments

sadma to ha mujhe bhi ki tujhse juda hun main lekin ye sochta hun k ab tera kya hun main bikhra para ha tere hi ghar mein tera wajud bekar mahfilon mein tujhe dhundta hun main.

Read More ..

Kuch apna hosh tha na tumhara khayal tha

Posted on April 23, 2011 | No Comments

kuch apna hosh tha na tumhara khayal tha yon bhi guzar gai shab-e-furqat kabhi kabhi ai dost ham ne tark-e-muhabbat k bawajud mahsus ki hai teri zarurat kabhi kabhi......

Read More ..

Dard se dosti ho gayi yaaroo

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Dard se dosti ho gayi yaaroo Zindagi bedard ho gayi yaaroo Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara Door tak roshni to ho gayi yaaroo..

Read More ..

Aaj ujaali ki kiran kho gayi

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Aaj ujaali ki kiran kho gayi zindagi veraan se ho gayi, gaye woh din jab humne unse umeed rakha Aaj yeh khoob ho gaya ki humain dosti se nafrat ho gayi

Read More ..

Kya khabar tum ko dosti kya ha

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Kya khabar tum ko dosti kya ha Ye roshni bhi hai andhera bhi ha Khwahishon se bhara jazeera bhi ha Bohat anmol ik heera bhi ha.

Read More ..

Love is like a worm

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Love is like a worm It seems like a heaven when it moves in your body Finally you will find that it sucking your blood and soon your going to die No other way.

Read More ..

Uska shukria kuch is tarha se ada karon

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Uska shukria kuch is tarha se ada karon, wo kare bewafai mai sada wafa karon, meri dosti ne itna sikhaya hai mjhe, khud mit jaon mager us ke liye dua karon.

Read More ..

Iqrar kar gaya kbhi inkar kar gaya

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Iqrar kar gaya kbhi inkar kar gaya, har bar ek azab se dochar kar gaya. Rasta badal badal k b dekha magar w0 shaks.. Dil mein utar k sari haden par kar gaya

Read More ..

Duaoon main teri khoshi mangtay hain

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Duaoon main teri khoshi mangtay hain Khaboon main teri hansi mangtay hain Sochtay hain hum tum say kia mangain Chalo umer bher ki DOSTI mangtay hain

Read More ..

Kabhi usko Hamari yadon ne staya hoga

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Kabhi usko Hamari yadon ne staya hoga Nam uska likha ?nkho me ansuo ne mitaya hoga Ghum ye nhi k Wo bhol gaye hoge Humko Ghum ye hai k bohat RoRo k bhulaya hoga.

Read More ..

Waqt kee aandhee main tufean badal jatay hain

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Waqt kee aandhee main tufean badal jatay hain, Zindagi ki raahon main INSAAN badal jatay hain, Badaltaa nai PYAAR kabhee, Pyaar karnay walay INSAAN badal jatay hain ....

Read More ..

Muhabbat kaa ajeeb kaarobaar hum nay kia

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Muhabbat kaa ajeeb kaarobaar hum nay kia Wo baywafa sai magar piyar hum nay kia agar wo chor gaya tou mat kaho bura usko Qasoor us ka nahi Eitabaar hum nay kiya!!!!!!!!!!!

Read More ..

Rozz miltay ho roz bicher jaatay ho

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Rozz miltay ho roz bicher jaatay ho Naa sudhartay ho bohat satatay ho Rozz eik tamashaa sa laga rehtaa hey dil mai Rozz bholtay ho roz yaad atay ho.

Read More ..

Muskurake hum apna dard chipate hain

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Muskurake hum apna dard chipate hain Hum wade-e-wafayee taumr nibhate hain Par humpe aaj na hai kisi apne ko aetbaar Aaj humein sab begaana batate hain

Read More ..

Mary kareeb nahi mujh say juda b ni

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Mary kareeb nahi mujh say juda b ni yah raaz magr un par abi khula b ni Suna hay un ko passand a gai hay khamoshi humari Is khayal say hum nay unhain kuch kaha he ni

Read More ..

Dil ky kareeb a kar wo door ho gy

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Dil ky kareeb a kar wo door ho gy Sary haseen khawab choor ho gy hum ny wafa nabhai to bandagi mili Wo bewafai kar ky b mashoor ho gy

Read More ..

Ab tu nahi sanam to tari yaadain he sahi

Posted on April 23, 2011 | No Comments

Ab tu nahi sanam to tari yaadain he sahi In yadoon main chupi hui haseen raatain he sahi Tha zindagi main ik tary sath ka he sahara Jo ab wo nahi to tary jhutay waday he sahi

Read More ..

Dil ki bat labon par lakar ab tak ham dukh sahte hain

Posted on April 23, 2011 | No Comments

dil ki bat labon par lakar ab tak ham dukh sahte hain ham ne suna tha is basti mein dil wale bhi rahte hain bit gaya sawan ka mahina mausam ne nazren badli lekin in pyasi ankhon mein ab tak ansu bahte hain..

Read More ..

Wafa ky shish mahal mein saja liya main ne

Posted on April 23, 2011 | No Comments

wafa ky shish mahal mein saja liya main ne wo ek dil jise patthar bana liya main ne ye soch kar k na ho tak mein khushi koi gamon ki ot mein khud ko chupa liya main ne.

Read More ..