Dil Me Base Hai
Dil me base hai jara yaad rakhna,
Yaade kaam pade toh yaad karna,
Mujhe toh aadat hai apako yaad karne ki,
Agar hichki aaye toh maaf karna……
Baat aisi ho ki jazbat kam na ho,
Khalayat aise ho ki kabhi gham na ho,
Dil ke kisi kone me itni nigah rakhna,
ki khali khali sa lage jab hum na Ho! …
Top Related SMS:
