Mera Lafz Lafz Dua Dua

Mera lafz lafz dua dua,
Mery aansuon se dhula hua,

tujhay zindagi k woh sehar miley,
tujhay mohabbaton ka safar miley,

Tujhay dard-o-gham na kabhi choo sakay,
Yeh dua hai koi gila nahi

Tujhay zindagi main wo sakoon milay,
Jo kisi ko kabhi mila nahi !!

Top Related SMS:

  1. Mera Lafz Lafz Dua Dua
  2. Yeh dua hai koi gila nahi….
  3. Yeh dua hai koi gila nahi….
  4. Yh Dua hay mary hamnashn
  5. Hamari To Duaa Hai

Leave a Reply