Koy Apna Naheen…

Aey jahan ab hay manzil kahan
Chuth gaya humsafar haye
Kho gaya karwan
Aaj kyun mere dil ko rulane

Yaad aty hain guzre zumane
Kyun yeh aankheen hain nam
Kaise samjhayen hum
Apne in aansuon ki zubaan

Zindagi dhundhti hay sahara
Aaj tufaan main gum hay kanara
Ab jahan main kaheen koy apna naheen
Main hoon aur meri tanhaiyaan

Top SMS Search:

Top Related SMS:

  1. Tamannao Me Uljhaya Gaya Hoon
  2. Apna banane ki ijazat dedo
  3. Main Toot Ke Bikhar Gaya Ye Mahaz Itefaaq Tha
  4. Royenge hum hazaar bar koi hamein behlaaye kyon.
  5. Hai ye kaisa tofaan zindaghi ka jal gai sab ujala tha ye kis raoshni.

Leave a Reply