Hamain maaf farma

Ey Allah!
Mai kamzor hun tu taqat wala hai

Ey Allah!
Mai ajiz hon tu be-neyaz hai

Ey Allah!
Mai mangta hon tu Daata hai

Ey Allah!
Mai mujrim hon tu shahensha hai

Tujhe teri shane raheemi-o kareemi ka wasta’ Hazrat Muhammad salalaho aleyhe wasalam k sadke muj par karam farma kiyun k mai kisi imtehan aur Aazmaish k qabil nahi

Ey Allah!
tu muaf karne wala hai or mafi pasnd krta hai

Ey Allah!
Humen muaf farma aur achay kaam krneki toufeeq dey
AMEEN

Top Related SMS:

  1. Tera Karam Hai Mere MALIK
  2. Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
  3. Duniya ki Muhabbat
  4. Yuhi aankhon se ansu
  5. Apun karega na.

Leave a Reply