Khushiyon Ko Jii Aaya Main

Unse Se Mil Aaya Main
Khushiyon Ko Jii Aaya Main

Unke Yaadon Ko Sanjorh Laaya Main
Sapne Kitne Saja Laaya Main

Unke Aankhon Me Chehra Apna Dekh Aaya Main
Unke Dil Se Apna Naam Phir Sun Aaya Main

Unhe Dekhte Hi Jo Khushi Ke Aansoon Nikle
Un Sab Ashkon Ki Dava Le Aaya Main

Unke Chehre Se Nazar Hatte To Aakhir Kaise
Apni Saanson Me Unki Tasveer Le Aaya Main

Top Related SMS:

  1. Us Roz kisi pal mujhe Aaram na aaya..
  2. Kis Tarah Aur Paas Aaon Main !!!
  3. Palkon main kaid kuch sapne hain
  4. Khud ko dil main basane ki ijazat de do
  5. What’s the diff between Dava & Daru?

Leave a Reply